Har khwahish kisi ki puri nahi ho pati,
Jaane ye kismat hai ya dastoor zindgi ka,
ya phir humari khwahishein jayaz nhi hoti?,
kon jaanta hai ki kab konsi khwahish puri ho jaye,
aur konsi khwahish adhuri reh jaye,
dus khwahishein puri hone ki khushi nahi,
par ek khawahish adhuri rehne ka gam zaroor hai,
zindgi ki khushiyan saamne hath failaayein khadi ho beshak,
par na jane kyun marne ko dil majboor hai,
aasmaan mein udne ki khwahish to rakhte hai hum,
par mitti se kitna door hai,
ishwar ko paane ki khwahish hai har waqt mann mein,
par doosron ke liye nafrat mann me bharpoor hai,
shayad......
khwahishein to khuli aankhon se dekha ek khwab hai,
aur naa jaane kis sawaal ka jawaab hai,

DK Prajapati
nice bhai buhat khoob keep it up
ReplyDeleteawesome hai yeh to bhaiya!!
ReplyDeletethanks!!!!
ReplyDelete